↓ Right Click! Select ''Save Target as'' Click on Save ↓
Kaun_Aaya_Tha_Furat_Pe | |
File Size: | 1022 kb |
File Type: | wma |
♦ Kaun Aaya Tha Furat Pe ♦
Kaun Aaya Tha Furat Pe Batlaeye Zara...
Battis Baras Wala Tha Bhai Hussain Ka...
Mashkeeza Apne Saath me Laaya Wo Kis Liye..
Sakka Bana tha Pyase Bhatege ka Bawafa...
Mashkeeza bhar k Sher ne Ghode Se Kya Kaha...
Ab tu bhee Paani pe lay mere Aspe Bawafa...
Gazi k iss Sawal Pe Ghode ne Kya Kiya...
Wo be zaban Sar ko hila kr k ro pada...
Rahwar ne ishare me Gazi se kya kaha...
Kurbaan mere pyas Sakeena Pe Bakhuda...
Nikla Ali ka Laal Naher se Toh kya hua...
Charo taraf Se toot Padi Fauz-e-Ashkiya...
Kis tarah se do Haath Alamdar k Kate...
Peeche se Chup k Waar Laeno ne kar Diya...
Jab Haath Kat Gye toh bachi Mashk kis Tarah...
Mashk-e-Sakeena pakde tha daaton se Bawafa...
Us Waqt Dil me kya thee tammna deler key...
Paani Khayam-e-Shah me Paunche kisi taraha...
Gazi ke aas toot gai kab bataye...
Jab teer aake mashk-e-Sakeena pe lag gya...
Gazi jo mashk deekh ke roya toh kya hua...
Ab jab k ek aankh me teere Sitam laga...
Kab gurz sar pe sher k maara laen ne...
Jab Khainchta teer ko Ghutno se bawafa...
Sar pe laga tha gurz toh to kya haal tha kaho...
Ghode pe phir sambhal na saka Apne Murtaza...
Kaise gira Zameen Pe Bhai Hussain ka...
Baazu nahi the khaak pe wo muh k bal gira...
Ghode se jab gira toh kaha kya diler ne...
Lo aakhre Salam mera Shah-e-Karbala...
Aae Sada jo bhai ke bhai ne kya kiya...
Daude Kamar ko tham k Mazloom-e-Karbala...
Abbas tak Pahuchne me taakher kyun hue...
Shabbir raaste me gire hain kai jagah...
Bhai k paas paunche toh Sarwar ne kya kiya...
Roye Hussain peet k Sar Wa Musibata...
Abbas ne Hussain se Maktal me Kya Kaha...
Lasha mera khaime me na le jana ay Aaka...
Ye Kis liye Jari ne kaha tha Hussain se...
Sharminda bohat Bali Sakena se tha sakka...
Gazi se Phir Sawal kiya kya Hussain ne...
Ek baar mujhko Bhai toh kah do mere Bhaiya...
Iska Jawab Shah ko Gazi ne kya diya...
Amma ne Bhai Kahne se roka hai bakhuda...
Phir Bawafa ne Bhai kaha Hussain ko...
Abbas Bhai kah do ye zahara ne jab kaha...
Kaise hue hai pure tammna Hussain ke...
Ek baar Bhai kah k Dilawar ne ke Kaza...
Bhai Juda hua toh kaha kya Hussain ne...
Abbas tere marne se Shabbir Mar gya...
Laashe Akhe pe rote the Shabbir kis tarah...
Muh Chumte the Bhai ka Padte the Marsiya...
Wo Marsiya tha kon sa kuch toh Bataye...
Mere kamar toh toot gai mere Bawafa...
Kya kah rahe the sooe Falak dekh kar Hussain...
Allah ye Hamara Barabar ka Bhai tha...
Kya Kah k Shah utthe Baradar k Paas se...
Ab Ham bhee jee Chuke Ay mere Sher Bawafa...
Kya leke Shah-e-deen Chale Sooe Karbala...
Pani rakam tha aur the Bazu-e-Bawafa...
Aaya hai kon pahle kareebe Shah-e-Zaman...
Abbas ke Bhatege the Binte Shah-e-Huda...
Gazi na Alam dekha Sakena ne kya kaha...
Baba Batao kahan rah gye Chacha...
Bete k iss Sawal pe Sarwar ne Kya kiya ...
Sar ko Jhuka ke rone lage Shah-e-Karbala...
Dariya ke Simt Dekh k Bacche ne Kya kaha...
Pani mai ab na mangunge laut aaye Chacha...
Noha Likha hai Gazi ka Waez ne kis liye...
Ya Chahata hai Madar-e-Shabbir ke Dua...
•• TAMAM ••
Noha Khawn:- Haider Raza & Zuhair Qain
Noha Khawn:- Waiz Hasan Sultanpuri